Posts

Showing posts from May, 2019

رقیب سے

Image
آ کہ وابستہ ہیں اُس حُسن کی یادیں تجھ سے جِس نے اِس دِل کو پری خانہ بنا رکھا تھا جِس کی اُلفت میں بھُلا رکّھی تھی دُنیا ہم نے دہر کو دہر کا افسانہ بنا رکھا تھا آشنا ہیں تیرے قدموں سے وہ راہیں جِن پر اُس کی مدہوش جوانی نے عنائت کی تھی کارواں گُذرے ہیں جِن سے اُسی رعنائی کے جِس کی اِن آںکھوں نے بے سوُد عِبادت کی ہے تُجھ سے کھیلی ہیں وہ محبوُب ہوائیں جِن میں اُس کے ملبوس کی افسردہ مہک باقی ہے تجھ پہ بھی برسا ہے اُس بام سے مہتاب کا نور جِس میں بیتی ہوئی راتوں کی کسک باقی ہے توُ نے دیکھی ہے وہ پیشانی، وہ رخسار وہ ہونٹ زندگی جِن کے تصوّر میں لٹا دی ہم نے تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آ نکھیں تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے ہم پہ مشترکہ ہیں احسان غمِ اُلفت کے اتنے احسان کے گنواوٰں تو گنوا نہ سکوں ہم نے اِ س عشق میں کیا کھویا ہے کیا سیکھا ہے جزُ تیرے اور کو سمجھاوں تو سمجھا نہ سکوں عاجزی سیکھی، غریبوں کی حمایت سیکھی یاس و حرمان کے دکھ درد کے معنی سیکھے زیردستوں کے مصائب کو سمجھنا سیکھا سرد آہوں کے، رُخِ زرد کےمعنی

A Meeting of Truth and Lie

Image
According to a 19th-century legend, the Truth and the Lie meet one day. The Lie says to the Truth: "It's a marvelous day today"! The Truth looks up to the skies and sighs, for the day was really beautiful. They spend a lot of time together, ultimately arriving beside a well. The Lie tells the Truth : "The water is very nice, let's take a bath together!" The Truth, once again suspicious, tests the water and discovers that it indeed is very nice. They undress and start bathing. Suddenly, the Lie comes out of the water, puts on the clothes of the Truth and runs away. The furious Truth comes out of the well and runs everywhere to find the Lie and to get her clothes back. The World, seeing the Truth naked, turns its gaze away , with contempt and rage. The poor Truth returns to the well and disappears forever, hiding therein its shame. Since then, the Lie travels around the world , dressed as the Truth, satisfying the needs of society, because, the World

Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai

Ye waqt waqt ki baat hai Jab jag ki ronako me Hum bi lajawab thay Aur zindagi ki bahon mein Mazay se mehw-e-khwab thay Khwab me khyal tha Khyal me jamal tha Jamal pe kamal tha Us lutf k mukam pe Or mohabaton k naam pe Wohi huwa jo hona tha K kismaton ne sona tha Zindagi ne bahon se mujh ko utha dya Khud chan se wo so gai Or mujh ko jaga dya Ankhen khuli to shor tha Wo manzar hi kuch or tha Jo khwab tha azab tha Jamal bhi wabal tha Kamal to zwal tha Mere sare khwab torr k Or mujh se moonh morr k Kis rah pe wo kho gai Phir zindagi bhi so gai Ab hum hain or gham hain Or dukh bhari raat hai Ye waqt waqt ki baat hai

Mohabat

Image
Saans Lena Hua Mohaal Mujhe.. Is Mohabbat Se Ab Nikaal MUjhe.. Ab Mein Teri Hi Zamedaari Hoon.. Kho Na Jaaon Kahin Sambhaal Mujhe.. Ab Behalta Nahi Mein Lafzoon Se.. Ab Na Dena Koi Misaal Mujhe.. Sub Ke Baare Mein Souchti Hoon Magar.. Khud Ka Rehta Nahi Khayaal Mujhe.. Jaate Jaate Woh Kis Liye Palta.. Ab Sataaye Ga Ye Sawaal Mujhe.. Jo Tumhaare Bin Guzaarna Tehre.. Aik Sadi Sa Hai Aik Saal Mujhe.. Saaf Keh Do Jo Tumhaare Dil Mein Hai.. In Bahaano Se Ab Na Taal Mujhe.. " Yaad Rakha Na Bhul Payyi Hoon.. Hai Isi Baat Ka Malaal Mujhe...!!

Ajab pagal si larki hai

Image
Ajab pagal si larki hai Wo mujh se jab bhi milti hai, Mujhay her baar kehti hai, Teray honay se meri zaat ki takmeel hoti hai, Usay maloom bhi hai main to khud ik aam larka hoon, …Magar wo mujh se kehti hai, Nahi tum sa koi dooja, Ajab pagal si larki hai… Wo mujh se jab bhi milti hai, Naya ik naam deti hai, naye pehchaan deti hai, Meray andar ke sab mosam bina meray kahey hi wo hamesha jaan laiti hai, Meri barson purani baat bhi wo yaad rakhti hai, Mujhay her baar kehti hai, teri aawaz ka jadoo mujhay sonay nahi deta, Ajab pagal si larki hai… wo mujh se jab bhi milti hy, to pehron mujh ko takti hai, usay her rang, jo main ne ho pehna, acha lagta hai, usay her khuwab, jo main ne ho dekha, sacha lagta hai, Ajab pagal si larki hai…. wo mujh se jab bhi milti hai, mujhay her baar kehti hai, teri muskan janam zindagi main rang bharti hai, mujhay dukh ke andheron main kabhi khonay nahi deti, usay mujh ko mujhi ko sochnay ki janay kia zid hai, ho din